Monday, June 15, 2009

kitne parwaane jale raaz ye paane ke liye

shamma jalne ke liye hai ya jalaane ke liye

hum toh kuch der hass bhi lete hain

dil hamesha udass rehta hai.............
tum ne dekha hai kisi ''Meera'' ko mandir me kabhi

ussne ek din Khuda se iss tarah maanga mujhe....

Saturday, June 13, 2009

Na ja ki aakhri hichki ko zaraa gaur se sun

zindagii bhar ka khulaasa isii aawaz main hai
ye keh ker doob gaya aaj ka aakhri suraj

k ho sake to isi shab ko abb sehar kehna

Friday, June 12, 2009

Main Jo Chahu to Torr Loon Nata Tum Se.

Per Main Buzdil Hu Muje Mout Se Darr Lagta Hai
hamara ye tajurba hai ki khush hona muhabbat mein,

kabhi mushkil nahi hota , kabhi aasa’n nahi hota